Wednesday 7 February 2018

News Update Bitcoin Market Crash Bitcoin End | Bitcoin Future 2018

News Update Bitcoin Market Crash Bitcoin End | Bitcoin Future 2018
News Update Bitcoin Market Crash Bitcoin End | Bitcoin Future 2018 
BITCOIN Market crash ho nay ki wajha say kafi saray log tension ma agai hai or har jagha yha news dekh ray hai k bitcoin ka end ho gia hai or ab bitcoin phir 1000 dollar ajai ga or phir zero hojai ga. Bhot saray new channel hai jho kharay hai k bitcoin 1000 dollar yha 0 dollar hojai ga. To issi wajha say manay yha blog likha hai takay ap sab ki jho confusion hai who dor hojai ga. To ap sab is blog ko pura paray ap ko is blog ma bitcoin kay baray ma puri information miljai gi.

News Update Bitcoin Market Crash Bitcoin End | Bitcoin Future 2018

1) BITCOIN MARKET CRASH KU HOI HAI ( WAJHA ):
                                                     Dekhai BITCOIN ki market crash ku hoi hai kia yha market crash thoray time kay lia hoi hai yha phir hamasha k lia. To yha sab apko janna bhot zaroori hai. Sab say bari baat k kafi logo ka future hai yha crypto currency yhani kafi logo nay isma invest kia hai. To ap sab nay dekha hoga k Bitcoin ka jho graph hai who kabhi bhi up nahi jatha. Humasha up and down chalta hai. Ap sab nay dekha hoga k kuch months phelhai bitcoin kay price 1000$ bhi tha or phir kabhi 20000$ bhi rha hai yha ap sab nay dekha hoga Jin logo nay bitcoin coin ko 2000$ par usma investment ki hogi to unsab kobitcoin kay price jab 20000$ hoa hogay to un logo nay isma kafi profit hoa hoga. To meray khanay k maksad yha hai k apsab jab bhi bitcoin ko buty karay ko to usko long term tak rakhai yha nahi k crypto currency kay prize jasi nichai ai to ap unko sell kardo. Takriban bitcoin ko ap 1 saal tak apnay pass rakhai tabhi ap ko isma profit hoga, Agar ap tension ma akar usko sell karo gay to humasha loss hoga. Sab say bari baat kay china apnay country kay logo ko acess nahi karnay day rha hai to is wajha say who logo ab access nahi kar pai gay to un nay is wajha say apni sari crypto currency sell kardi. Yahi wajha hai jho bitcoin kay rate down hoa hai or 2 baat ap sabko yha dekh na chaiya k kafi saray baray baray log hai jinnay crypto currency ma invest kia wha hai jasay BILL GATES, AMITTABBACHAN Or kafi saray asay or bhi log hai.....!

News Update Bitcoin Market Crash Bitcoin End | Bitcoin Future 2018
2) BITCOIN KO RAKHANA HAI YHA SELL KARNAY CHAIYA:
                                                     To mara opion yha hai k ap sab ko bitcoin ko abhi rakhana chaiya or usko abhi sell nahi karna ku kay anay walay time ma yha bitcoin kay prize bhot upper tak jai gay. To abhi kafi asi country hai jho crypto currency ko regulatory karnay ki tyari karri hai. For example: (USA, OR OTHER COUNTRIES). SINAPORE ki baat karay to us country ma to BITCOIN ko kabhi bhi BANNED nahi karay gay. Singapore to yha bhi kaha hai k annay walay waqat ma who apni khud ki ek BLOCKCHAIN Launch karay gi. Ab hum baat kartay hai JAPAN ki to wha par to BITCOIN legal hai. Wha par Bitcoin kafi time say legal hai or wha par log bitcoin ko har tarha say used kartay hai. To ap sabko yha baat bhi bata do kay 2018 kay end tak bitcoin 50000 dollar tak Hit karay ga.. To may ap sabko yahi suggest karo ka k abhi ap sab BITCOIN ko hold karlay or usko sell nahi karay...!

AGAR AP SABKO YHA BLOG PASAND AI TO LIKE ZARROR KARAY
THANKS FOR READ THIS BLOG

                                 

0 comments: